GARIBI..

Sana Iraqui
2 min readFeb 3, 2020

--

garibo ki jroorat kisi mahal ki nhi,

ek chat ki zroorat hoti h..

garibo ki zroorat biryani, paneer ki nhi,

bas roti ke sath daal ki zroorat hoti h..

garibo ki zroorat kisi branded kapde ki nhi,

bas tan dhakne ke liye sasta kapda chaiye..

HAN ,ye whi garib mazdoor hote h jo mehlo me rahne walon ke liye mahal taiyar karte h..

khood jhopdi me rahte h.

HAN ye whi garib mazdoor hote h jo kheti krke sabji anaz ugate h, jiski wjah se amir swadist bhojan khate h..

or khood daal roti, shukhi sabji, namak roti khakr apni zindagi gujarte h..

HAN ye whi garib mazdoor h jo factory me kaam karke branded kapde ready karte h..

or unke hi bacche saste or fate kapdo me nazar aate h…

--

--

Sana Iraqui

“The solution to every problem is in SABR (patience) an ISTIGFAAR ( seeking forgiveness)”