Protein Food Sources | How To Measure Food For Macros | [HINDI]

Fitness information
2 min readMay 9, 2022

--

Hello guys kaise ho aap sab umed karta hu aap sabhi ache hoge guys aaj ka jo humara topic hain wo hain whole foods protein and measurements apne protein source apne food sources ko kaise kaise measure kare apni macronutrient ko hit karne ke liye or topic shuru karne se pahle apka thankyou aap mere content ko pasand kar rahe hain guys aaj ka jo topic humara hain wo hain whole food protein sources jisme hum apko btayege non-vegetarian, vegetarian or vegans ke liye toh guys apka samay kharab kiye bina shuru karte hain apna topic ye blog padhne ke bad apko kahi or nhi jana padega yahi per hi apko sari jankari mil jayegi.

  • NON-VEGETARIAN :- Sab se pahle baat karte hain non-vegetarian ki non-vegetarian ke pas jab hum protein sources ki baat karte hain whole food kit oh bhoht sare option hote hain kafi choices hoti hain non-vegetarian ke liye sab se pahla jo naam ata hain wo hain eggs ka toh egg ek rich protein source hain jisme apko complete 20 amino acid milte hain agar aap ek whole consume karege toh usme apko kariban 6.3 ke aas pas protein milega ek egg ki baat kar rah hu or agar aap sirf egg white consume karte hain toh usme apko 3 to 4 gram protein milta hain toh dusra jo protein source hain non-vegetarian ke liye wo hain fish ye ek low fat protein source hain jisme 100 gram me apko kam se kam 30 gram kea as pas protein mil jata hain or isme agar carbs ki baat kare toh wo bilkul nhi hote ab baat karte hain non-vegetarian ke liye agli chiz ati hain chicken isme hum apko lean meat ko khane ko bolte hain yaniki chicken breast jisme protein kafi jada hota hain or sath me jo fat percentage hoti hain wo sab se kam hoti hain lean chicken breast me agar aap 100 gram chicken breast consume karege toh usme apko 30 gram protein milega or zero gram carbs milege ab baat karte hain non-vegetarian ke liye red meat ki isme apko goat beef red meat me sirf ek hi issue hain ki protein ke sath apko fat bhi kafi jada milta hain toh generally fitness model during cut red meat istmal nhi karte hain red meat ka istmal nhi karte hai protein source ke roop me kyu ki usme fat percentage high hota hain.

if you went more information click now https://www.fitnessinfromation.in/2022/05/protein-food-sources-how-to-measure.html

--

--