Lakwa Ka Ayurvedic Upchar — Paralysis Treatment in Hindi At Home
Jaaniye lakwa ka ilaj ke baare me, ghare par hi rahkar kaise lakwe ka upchar kiya ja skta hain. yah kitne tarah ka hota hain aadi.
Lakwa ke baare me puri jankari praapt karne ke liye aap yahan par Click kare —Paralysis Lakwa Ka ilaj in hindi Treatment)
Lakwa thik karne ke gharelu upay — lakwa ek aesa rog hain jo ki aam vyakti ki bhi jindagi khraab kar deta hain.Yah din ba din jyada raftar se badhtaa jaa rha hain.
Lakwa kai tarah ka hota hain, iske total 20 prakar hain jinme jyadatar logon ko munh ka lakwa, peron ka lakwa, aadhe sharir ka lakwa, jiban ka lakwa, chehre ka lakwa aadi hote hain iske alawa aur bhi tarah ke lakwe hote hain.
Yah rog jyadatar vraddh purushon ko hota hain, jinki umra jyada ho chuki hoti hain unko is rog ki shanka jyada ho jaati hain. Saath hi jo log jyada se jyada sharirik kaam karne se hota hain, jaise jo vyakti jyada lekhan ka kaam karta hain to unhein ungaliyon me lakhwa lag jaata hain thik usi tarah sharir ke kisi ang ka jyada upayog hone se usme lakwa rog ho jata hain.
Lakwa yaani “hamare mastishk ko jab bhi sharir se koi kaam karwana hota hain to wah hamare sharir ko aadesh deta hain jab khoon va dhamani me kisi tarah ki dikkat aajati hain to mastishk ka wah sandesh us ang tak nhi pahunch paata isi wajah se wah ang dheere-dheere nishkriya ho jaata hain. Kyonki us ang mein paryaapt khoon nhi pahunch paata hain , jis wajah se wah ang lakwagrast ho jaata hain.
लकवा पैरालिसिस रोग फालिज पक्षाघात का इलाज लकवे का उपचार लकवा ठीक करने के उपाय आदि.