manpasand shadi ka masla | talaq ka taweez | mangni ka taweez | shadi mein rukawat










































































































































Kala Jadu Karny Ka Tareeka Shetan Aur Jinnat ki Madad sy :
Ye baat qabil e ghaur aur tawajjoh hai k Imam Razi aur Imam Raghib ny batay k jadu sitaaron k zariye bhi kiya jata hai. Lekin musakman hony ki hesiyat sy ham sab ka ye yaqeen hai k sitaary ALLAH ki banayi hui makhlooq hain aur wo kisi cheez k bhi malik nahin hain na he koi bhi kaam un ki marzi sy ho sakta hai wo harkat bhi ALLAH ki marzi sy karty hain.
Is sab ko jan’ny k bad ab agar ap sy koi ye bat kahy k koi jadu gar sitaaron ki madad sy har kaam ar deta hai aur sitaary us ka hukm maanty hain to us par yaqeen karna bilkul bewaqufi hai kyun aesa har giz nahin hota.
Jadu gar samjhta hai k wo sitaaron ko pukaarta hai to wo us ki baat sun kar us ka kam kar dety hain par dar haqeeqat ye sab kuch jinnat aur arwah kar rahy hotay hain. Ye sab taleemat jadugaron ko shetaan he dety hain k agar jadu gar sitaaron ko pukaary ga to wo us ki baat manen gy aur jadu gar jab aesa karty hain to jinnat aur shayateen khud us ka hark am kar dety hain aur is bat k bary mai jadu gar ko pata nahin chalny detay.
Bilkul wesy jesy hindu aur kaafir log patthar k banay hue butto ki pooja karty thy aur ye samjhty thy k wo pathar k bany hue butt un k maalik hain aur duniya ka hark am un ki marzi k sath hota hai . aesa bhi dar haqeeqat kuch nahin hota ha jab kaafir butto sy sawaal karty thy to shetan aur jinnat agy sy un ko jaawab dety thy aur gumraahi ka shikaar kar dety thy.
Ab ap ko kala jadu aur kala ilm ki tamam maloomat haasil kar chuky hain aur ap ko gumrahi ka shikaar hony sy pehly ye sab baaten zehn nasheen kar leni chahiyen.
Kala Jadu ke pechan | jadoo karne wale ka name
Is baat sy kala jadu karny waky jadu gar bhi bohat achi tarha sy waqif hain k jab wok ala jadu karty hain to un ko kya kya nuqsan uthany party hain is he waja sy kaafi jadu gar jadu k amal ko bhi chor dety hain ta k wo aulad jesi nemat sy mehroom nah on aur aulad ppaa saken. Aik martaba mai aik khaaton par musallat jinn ko nikaal raha tha k us doraan meri jinn sy jo guftagu hui wo kuch yun thi :
Jab main y Quran parh kar amal shuru kiya to khatoon mai sy jinn ny jawab diya k wo us khatooon mai sy nahin nikal sakta tha kyun k aesa karny par jadu gar us ko qatal kar dy ga. Mai nay us sy kaha k wo kisi aesi jaga bhag jaye jahan sy jadu gar ussy dhoond nap aye lekin us ka kehna tha k aesa mumkin nahin kyun k jadu gar baki jinnat ko bhej ar mjhy dhoond ly ga aur maar daly ga.
Is bat par main y us ye kaha k agr wo Islam qabool kar ly ga to mai ussy aesi Qurani ayat bataun ga jis ko parhny k bad wo jadu gar k shar sy mehfooz ho jaye ga lekin us ny Islam qubool krny sy saaf inkaar kar diya aur kaha k wo eesaiyat par he rehna chahta hai. Mai ussy majboor to nahin kar sakta tha to main y ussy ye kaha k mai ussy nikalny ki taaqat rakhta hun par wo musalsalis bat ka inkari tha aur bazid tha k wo nahin nikly ga. Mai ny ussy batay k mai QURAN parhun ga to tmhy niklna he parray ga phir ussy bohat maara aur wo aazi ho gya nikalny k liye.
kaala jadoo hindi me | devi detoa aur kala ilm
Ham is baat sym unh nahin mor sakty k kufar ko jinnat bohat pasand karty hain is liye jadu gar jitney ziada kufar k aur shirk k kaam kary ga ALLAH ko jitna ziada naraz kary ga shetaan aur jinnat us sy utny he ziada raazi hon gy aur us k kam krty rahe gy.
Kala jadu k zariye jinnat ko hazir karny k mukhtalif tareeqay hain aur un mai saaf saaf shirk aur kufar dikhayi deta hai. In sab baton ko bayan karun ga lekin is ki ziada tafseel nahin bayan ki jaye gi is gharz sy k koi bhi shkas us par amal karny ki koshsih nankar saky. Kala jadu mai shirk maujood hai aur is bat ki wazahat is liye zaroori hai kyun k aj kal k daur mai log Quran k zariye kiye gaye ilaaj aur kala jadu sy kiye gaye ilaaj mai farq karny sy qaasir ho chuky hain jab k pehla tareeqa amino tareeqa hai.
Aur us mai ALLAH sy madad talb ki jati hai jab k doosra tareeqa shetani hai kyun k ye shirk par mabni hai aur is mai jinnat ka sahara liya jata hai. Hamen is bat par bhi ghor karna chahiye k jadu gar jab bhi jadu k zariye amal karty hain ilaj karny k liye to wo QURANI ayat ko oonchi awaz mai parhty hain jissy samny waly ko yaqeen ho jata hai k us ka ilaj QURAN k zariye kiya jar aha hai jab k jadu gar kufriya aur shirkiya taweezat aur kalmaat ahista awaz mai parhta hai aur samny waly ko gumraahi ka shikaar bana deta ai. Dar haqeeqat wo ilaaj kala jadu ki madad sy kar raha hota hai. Is bat ko batany ka maqsad sirf ye hai k koi bhi musalman is mamly mai kabhi gumraahi ka shikaar nah on jab bhi apna ilaj karwae to pehly mukammal tehqeeqat karwa len tabhi ilaj karwaen warna nuqsan uthana par sakta hai.
Kala mantra In Hindi | kaala jadoo for love
Kala sifli jadu karny k amal k liye jadu gar kisi bhi andhery aur tareek kamray mai qayaam kar leta hai aur wahan aag jala kar us mai badboodaar dhoni phoonk deta hai. Agar to jadu gar ka maqsad kisi k beech judayi aur nafrat k jazbaat ko farogh dena ho to wo badboodar dhoni ka he istamal karta hai.
Agar jadu gar ka maqsad kisi k dil mai mohabat paida karna ho to phir wo khushboo daar dhoni ka istamal karta hai. Lekin ye tareeqa kala ilm or kala jadu ka he hai.
Jadu gar shirk sy bhapoor kufriya kalmaat ka wird karny lag jata hai aur jinnat aur shayateen o un k sardaar ki qasam dy kar un sy har tarha ki khwahishat aur ehkaamaat ki perwi karwata hai. Is amal k doran aus ko kisi bhi kuttay, azdaha ya ya kisi bhi aur shakal mai khayal ata hai aur jawab mil jata hai.
Kabhi kabhi jadu gar ko shakal nahin nazar ati lekin ussy apny kanon mai koi awaz sunayi deti hai aur wo aik ajeeb o ghareeb makhsoos qisam ki awaz hoti hai.
Kayi bar yun bhi hota hai k jadu gar ko na koi shakal dikhayi deti hai aur na he koi kisi bhi tarha ki awaz sunayi jati hai. Jadu gar jis shkhs par jadu karwana chhta ho wo us insan ka ko kapra ya baal mangwa lta hai jis mai sy us ky paseenay ki bad boo aa rahi ho. Us k bad jadu gar jinnat aur shayateen ko ehkaamaat jaari kar deta hai aur wo us ki tameel karty hain.
Jinnat andhery ko pasand karty hain is liye tareek jaghon aur kamron mai paaye jaaty hain.
Aesi dhoni jis ko bagher Bismillah parhy jala diya jaye, jinn ko ghazaiyat bakhshti hai aur wo khush hota hai.
Jinn gandagi, ghlazat aur na paki ko nihayat he pasand karty hain is liye ghaleez aur na paak insan k hamesha sath rehty hain.
Jinnat kalay rang ko behadd pasand karty hain aur is liye jau gar koi bhi parinda ya janwar mangwa kar jo kalay rang ka ho ussy bagher Bismillah parhy zibha kar deta hai aur mareez k badan par us ka lahoo laip kar deta hai is k bd us zibha kiye hue janwar ko kii weeran jaga khandraat ya janglat mai phenk deta hai. Is ki waja ye hoti hai k esi jghen jinnat ka thikaana hoti hain. Janwar ko phenkty hue bhi wo Bismillah ka wird nahin karta. Phir wapas laut jany k bad apny shirk aur kufar sy bharpoor kalmaat ka wird shuru kar deta hai. Is k bad wo jinnat k hazir hony par apni marzi k tamam kamon k lye un ko hukm dy deta hai aur wo us k hukm ko baja laaty hue us ki har hwahish puri karty hain.
Kala jadu Karny Ki Nishaniyan | Kala Jadu syptoms alamat
Tamam ulama karaam ka ye kehna he hai k jadu k amal k liye kisi bhi janwr ko jinnat k liye zibha jarna bihat bara shirk hai kyun k wo lagharullaha hain aur aesy kisi bhi zibha kiye hue janwar ka goasht khana bhi kisi musalman k liye jaiz nahin halal nahin balky haraam hai kyun k us par Bismillah nahin parhi jati aur ussy ALLAH k naam par nahin balky jinnat o shayaten k naam par qurbaan kiya jata hai. Lekin afsos ki baat ye hai k aj bhi kayi aesy jaahil log hain jo is sab par yaqeen krty hue aesa ghalt amal karty hain.
Yahya bin Yahya ka bayan hai k kisi khalifa k daur e khalafat mai aik martaba aik kunwan daryaaft hua to unhon nhy us kunwain ko sab logon k liye khulwa daala ta k sab us k pani sy istifaada hasil kar saken phr us kunwain par jinnat k liye aik hewaan ki qurabni kar di is liye ta k jinnat us pani k andar tak na pohanch paayen. Us k bad us zibh kiye hue hewaan ka goasht tamam logon ko khila diya gaya. Jab imam ibne shab tak is waqeyay ki itlah pohnchi to unhon ny is bat sy skht baeed ki k aessy janwar ka goasht khana haaram hai.
Khalifa e waqt ny apni reaaya ko haraam khilaaya hai kyun k Nabi Pak SAW ny aesy kisi bhi hewaan ka goasht khany sy mana farmaya hai jis ko jinnat k liye bagher Bismillah parhy zibha kiya gaya ho. Nabi SAW ny aesy inasan par laanat bhi bheji hai jo ghair ALLAH k liye kisi bhi hewaan ko zibha kary. Jo kala ilm karta hai ussy ye sb kufar k kam bhi karny party hain.
Aesy kalmaat jin ko jadu gar jinnat ko bulany k liye parhta ho shirk sy aur kufar sy bharpoor hoty hain.
Ye nihayat he ghatiya tareen tareeqa hota hai jo jadu gron mai bohat mash’hoor hota hai. Is tareeqay k mutabiq jadu gar jitna ghtiya hota hai aur jis qadar ziada shirk aur kufar k kaam karta hai utna he ziada jinnat us ki madad karty hain aur us ki madad k liye jinnat ka aik groe us ki khidmat k liye ussy faraham kar diya jata hai.
Is ko karny ka tareeqa ye hai k jadu gar is amal mai QURAN e paak ko pao ka joota bana kar pehen leta hai aur bait ul khala mai chala jata hai.
Bait ul khala mai jany k baad wo kufar sy bharpoor kalmaat ka wird karta hai aur kamray mai wapas aa kar jinnat ko hukm deta hai k wo us ki tamam baaten mane is k bad shayateen us ki tmaam baten maanty hain kyun k wo ye sab kar k shayateen ka bhai ban jata hai. Aur aesy insane par ALLAH khud lanat bhejta hai.
Is sb k baad kalay ilm ki sachayi saaf saaf tor par wazeyah ho jati hai aur is bat mai bhi koi shak nahin rehta k kala jadu kya hota hai aur kesy kiya jata hai. Ap bhi kala jadu specialist ki khidmaat hasil karny k liye hamsy hamary phone par rabta kar sakty hain.aur kala jadu kase kare is ke haqeeqat ke kala jadoo for love hindi aur urdu mantra kia ha is kala jaadu ilaj o tor quran ke rooshani me .sab se aham is ke nisaniya aur karne wale ka name topic mukamal hoa.
