Jul 22, 2017 · 1 min read
Hai aisa kuch ye rishta
Jo Din ka hai raat say
subhay ka dhalti hui sham say
Jo Asman ka sitaron say
jo hai darya ki mojon ka kinaron say
jo Gham ka khushi say
jo roshni ka tareeki say
Jo raston ka manzil say
jo safar ka hamsafar say
jo tanhai ka mehfil say
jo wakat ka pehar say
jo dhoop ka hai chaun say
Aisa ha kuch ye rishta
