Sahih Ibn khuzimah ki Hazrat Wail bin hujr ki seene par haath bandhne wali hadees munkar hai[Part 1]

Ahle Sunnat Wal JAmaat
Al'ijma Foundation
Published in
13 min readJun 24, 2018

Muamal bin isamil Salafi aur arab ulama ki nazar mein

1.Shaikh Nasiruudin Albani r.h:- والمؤمل هذا ضعيف لسوء حفظه

Aur muamal zaef hai buraye hafize ki wajah se[Silsila Ahadees e zaefa j3 pg 227].aur bhi kayi maqamat par sahikh Nasiruddin albani r.h ne Muamal bin ismal ne jarh ki hai.

2. Shaikh Muqbil ibn hadi al wadi:Muamal bin ismal yeh zaef hai.[Al ahadees muallah j1 pg 250]

3. Salafi Aim aur Shaikh Nasiruddin Albani ke Shagird Mashoor bin Hasan Al Salman Ilam al muwaqeen ke j4 pg285 ki tehqiq mein hashiya no 3 par Muamal bin ismail ko zaef kaha hai. Mashoor bin hasan al salman kehte hai Muamal suduq Saiyul hifz.[Al eteshaam j3 pg 335]

4. Shaikh Tariq Awadhullah kehte hai Muamal bin ismail zaef hai buraye hafize wale hai.[Irshadat fi Taqwiya al ahadees bil shawahid wal mutabiyat pg 193]

5. Salafi Alim Amr Abdul Munim salim kehte hai Muamal bin ismail hadees mein zaef hai aur buraye hafize wale hai.[Al Ziyadat al zaefa fil ahadees al saheeha pg 32]

6. Salafi Alim Hamad bin Abdullah bin Abdul aziz hamad kehte hai Muamal bin ismail zaef hai[Sharh Zaad al Mustaqni j5 pg 29].yeh Shagird hai Bin Baaz,Ibn uthaymeen,Saleh al fawzan ,Ibn jibreen wagaira ke.

7. Salafi Alim Abu ishaq al huwaini ne Muamal bin ismail ko zaef kara diya hai[Naslul bayan bii maujam e rijal fazilat us shaikh Abu ishaq al huwaini raqam 2810].Apni dusri kitab mein likhte haiMuamal ke hafize mein KAmzoori hai “ومؤملٌ: ففط حفظه ضعفٌ”[Al maniha bi silsila ahadees e sahiah j2 pg 249]

8. Hussain Salim Asad ad Darani Majmua Zawaid ki tehqiq mein kehte hai Muamal bin ismail zaef [Majmua Zawaid j2 pg 270 tehqiq Asad] “Muamal zaef hai”[Musnad abu yaala tehqiq Hussain Salim Asad j3 pg 44]Mazeed dekhiye j3 pg 235, j4 pg 38

9. Saad ibn Nasir al Shasri:-Aur Muamal ka sufyan se riwayat karne wale baaqi rawiyo ki mukhalifat karna qabil e bardasht nahi.[Sharh Bulugul Maram pg 276]

10. Abdulkarim bin Abdullah bin Abdur rehman bin Hamad al khuzair kehte hai “Muamal bin ismail Saiyul hifz hai”[Sharh Bulugul maram j28,pg9 Shamela]

11. Nasiruddin bin mohammad bin abdul aziz bin alAbdullah,Imam Ibn hajr r.h ki kitab Al Matalib al aaliya ki tehqiq karte hue uske j3 pg 479 par likhte hai Muamal bin ismail suduq saiyul hifz apne siqah shuyukh se aksar munkar riwayat naqal karte hai. Fir aage pg 621 par likhte hai Muamal bin ismail suduq kaseer ul khata hai.

12. Umar Ayman Abu bakr, Imam Ibn hajr r.h ki kitab Al Matalib al aaliya ki tehqiq karte hue uske j 12 pg 367 par likhte hai Muamal bin ismail suduq saiyul hifz hai yaani buraye hafize wale hai.aur jiska yeh haal ho uski hadees hasan nahi ho sakti haimagar jab ke uska koi mutabau mawjood ho.

13. Qasim bin saleh al qasim, Imam Ibn hajr r.h ki kitab Al Matalib al aaliya ki tehqiq karte hue uske j 13 pg 838 par likhte hai Muamal bin ismail Zaef.

14. Abdul qadir jawndal, Imam Ibn hajr r.h ki kitab Al Matalib al aaliya ki tehqiq karte hue uske j 18 pg 379 par likhte hai “Muamal bin ismail zaef hai kyuki unka hafiza kharab tha.”

15. Umm Abdullah Al wadiyya Mashoor Salfi alim Muqbil ibn al hadi ki beti hai woh apne Bulugul Maram ke dars mein kaha hai “Muamal bin ismal zaef hai”.

16. Salafi Salman Al Awdha: Muamal bin ismail Saiyul hifz hai.

17. Salafi Alim Saad al humayd kehte hai Muamal bin ismail Saiyul hifz jaise hafiz ne taqreeb mein kaha.

18. Abul hasan al sulaymani al maribi kehte hai Muamal se aihtajaj nahi kiya jaa sakta hai.

19. Abu abdullahl Ad dani bin munir al zahwi kehte hai Muamal bin ismail zaef hai. [Silsila aasar al sahiah j1 pg 120 Hadees no 110].

20. Nabil bin mansoor al kuwaiti apni kitab Anees us sari takhreej ahadees fath al bari ke j 2 pg 1224 par kehte hai “Muamal bin ismail suduq kaseer ul khata”[mazeed dekhiye Muamal Saiyul hifz, Kaseer al galat unki mukhalifat ka bhi koi aitbaar nahi. j3 pg 1765, mazeed dekhiye j7 pg 4993]

21. Bashir ali umar apni kitab Manhaj Imam Ahmad fi ilal ul hadees ke j2 pg 683 par likhte hai “Muamal bin ismail siqah bahot galtiya karte thai jaisa ki bahot se ulama ne kaha”

22. Mashoor Salfi Alim Suleman bin Saleh al Sunaiyan apni kitab Ahadees al waradh ke j 1pg 143 par Muamal bin ismail ko zaef aur yautabaru bihi kehte hai.yaani Mumal bin ismil zaef hai inki hadees ko mutabiyat mein qubul kiya jaayega.

23. Nabeel Saeeduddin jarar al mukhlisiyat ki tehqiq mein likhte hai “Muamal bin ismail Kasee rul khata” [Al mukhalsiyat j1 pg 130].

24. Shaikh Abdur rehman Mubarakpuri Abkar al Minan pg 359 par likhte hai “Hum qubool karte hau Muamal bin Ismail Zaef hai”

25. Mashoor Salfi alim Dr Maher yasin al fahl kehte Muamal bin ismail zaef.[Jami uloom wa ahkaam tehqiq maher fahl j2 pg 599 hashiya no 4]

26. Gair muqallid alim Abdul Manan Noorpuri apni kitab Namaz mein haath bandhne ki kaifiyat pg 12 par likhte hai “iski sanad zaef hai kyuki muamal ibn ismail rawi saiyul hifz haii”.

27. Salfi alim Dr Abdul ali haamid kehte hai “Muamal…. Suduq Saiyul hifz”[ Shobul emaan j3 pg 493]

28. Gairmuqallid Alim Mukhtar Ahmad Nadvi kehte hai Muamal bin ismail Suduq Saiyul hifz [Shobul emaan j 12 pg 44.]

29. Salafi Alim Abdullah Ruhaili,Imam Zahabi ki kitab “Mann tukalima fihi” ke pg 513 par hashiya mein likhte hai “Muamal bin ismail yeh saiyul hifz hai aur jin logo ne inki tauseeq ki hai woh adalat ke lihaaz se hai aur hifz e lihaaz se yeh zaef hai.”

30. Shaikh Abdul rauf Sindhu apni kitab al qaul al maqbool pg 340 mein likhte hai “yeh sanad zaef hai kyuki muamal bin ismail saiyul hifz hai jaise ki hafiz ne taqreeb mein kaha hai.”

31. Mashoor Salfi alim Shaikh Abdullah bin Mohammad bin Ahmad al duwaish apni kitab Tambeeh ul qari raqam 57 mein kaha hai Muamal bin ismail Saiyul hifz hai.

32. Mohammad bin adam bin musa al asyubi kehte hai Mumal bin isamil suduq Saiyul hifz yaani bure hafize wale [Zakhira al uqba sharah al mujtaba j 32 pg76] dusre maqam par kehte hai Siqah lekin saiyul hifz hai [j 39 pg 239]

33. Abdul qadir Arnaut kehte hai “Muamal bin ismail Saiyul hifz” [Jami e usul ahadees e rasool j 2 pg743]

34. Abu Suleman jasim bin Suleman al dawsari kehta muamal bin ismail saiyul hifz hai.[Al rauz al bassam tarteeb takhreej fawaid tamam j2 pg186 pg 258,pg395] aur jild 4 pg 27 par likhte hai “Muamal zaef ul hifz”

35. Dr.Mohammad al sani bin umar bin musa kehte hai Muamal bin isamil Saiyul hifz hai [التمييز في تلخيص تخريج أحاديث شرح الوجيز المشهور بـ التلخيص الحبير j5 pg 2273 hashiya no 5]

36. Hasan bin Mohammad bin Haider al waili kehte hai “Muamal zaef hai”.[ نزهة الألباب في قول الترمذي j 1 pg 245] aur j1 pg 285 par likhe Muamal buraye hafize wala hai.mazeed dekhiye j2 pg 700&942, j3 pg 1705, j4 pg 1857, j5 pg 2659&3010]

37. Salim bin eid alhilali kehte hai “Muamal bin ismail Suduq saiyul hifz hai”. [عُجالةُ الرّاغِب المُتَمَنِّي في تخريج كِتابِ «عَمَلِ اليَوم وَالليلة» لابن السُّنِّي j1 pg 246]

38. Jamaal bin farhat,Imam Ibn hajr r.h ki kitab Al Matalib al aaliya ki tehqiq karte hue uske j 9 pg 576 par likhte “Muamal bin ismail un mein zauf hai”.

39. أبو عبد الرحمن، يوسف بن جودة يس يوسف الداودي kehte hai Muamal bin ismail Suduq saiyul hifz [Manhaj Imam Darqutni fi naqad al hadees fi kitab al ilal pg 171 hashiya no 3]

40. Dr.Mohammad al kharshafi kehte hai “Muamal bin ismail Suduq Saiyul hifz”[ بغية النقاد النقلةj1 pg 86 hashiya no 5]

41. دسمان يحيى معالي kehte hai Muamal bin ismail Suduq saiyul hifz [الطيوريات j2 pg 693]

42. عباس صخر الحسن kehte hai Muamal bin ismail Suduq saiyul hifz.[ الطيوريات j2 pg 693]

43. إمام بن علي بن إمام kehte hai Musnad e farooq li ibn kaseer ki tehqiq mein “Muamal bin ismail Suduq Saiyul hifz hai[Musnad e Farooq li ibn kaseer r.h tehqiq Imam bin ali bin imam j 2 pg64].

44. Saad bin abdullah al hummaid “Muamal bin ismail par bahot saare akwal naqal karne baad kehte hai “is hadees ki sanad zaef hai Muamal ke hafie ke zaef hone ki wajah se”

[ j1 pg 128 سنن سعيد بن منصور — محققا]

45. Abdul maalik Ahmad bin ali al riyasshi apni kitab Bughyatul talib al mubtadi ke pg 39–40 par Muamal bin ismail ki wajah se Wail bin hujr ki Seene par haath bandhne wali hadees ko zaef jeedan karar diya hai.jisse wazeh hota hai ki Muamal bin ismail is kitab ke muallif ke nazdeek sakht zaef rawi hai.

46. Misri salfi Alim Islam bin mansoor Sunan kubra baihaqi ki tehqiq mein j 2 pg 50 hadees no 2336 par wail bin hujr r.d ki hadees ko zaef karar diya hai muamal bin ismail ki wajah se.yaani Islam bin mansoor ke nazdeek muamal bin ismail zaef hai.

47. Mashoor Salfi Alim Mohammad Amr Abdul Latif ne toh puri Mukammal ek kitab likhi hai Mamal bin ismail ki khata par.Kitab ka naam hai “Al Hajr Al Jamil li awhaam al Muamal bin Ismail”

48. Shakh Saleh al Munajjid kehte hai “Muamal bin ismail Sacche hai,Pabandi se sunnat par amal karte hai magar jab woh hafize se hadees bayan karte hai toh khata karjaate hai, yahan tak ki unki hadeeso mein munkar hadeese waqai hogayi lihaaza unse ehtajaj nahi kiya jisme woh siqat ki mukhalifat karte ho aur issi tarah unse un riwayato mein bhi ehtajaj kiya jaayega jisme wohmunfarid ho akele ho. ”

49. Shaikh Abdullah bin Abdur rehman al asad :- “Muamal bin ismail Saiyul hifz hai aur unse ehtajaj durust nahi hai yahan tak ke unka koi mutabe mawjood miljaaye”

50. Mashoor Salfi alim Shaikh Bakr abu zaid kehte hai “Muamal bin ismail Suduq Saiyul hifz”[ بكر أبو زيد lajadid fi ahkam al salat pg 23]

51. Shaikh Akram bin Mohammad bin zaid al faluji al asri kehte “Muamal bin ismail Suduq Saiyul hifz”. [Al maujam al sager lil riwayat Ibn jareer at tabri j1 pg 589].

52. Kifayatulah sahab ke Zahabi e asr Shaikh Abdur rehman bin Yahya Al maulimi r.h, Muamal bin ismail ke talluq se kehte hai “Muamal bin ismail riwayat mein zaef hai”[At Tankeel j1 pg 244]aur dusre maqam par likhte hai“Iski hadh yeh hai ki isse dalil nahi pakda jaayega magar is waqt jab iski mutabiyat ki gayi ho aur aisi jagah jaha khata ka guman naa ho”[At Tankeel j2,pg722]

53. Shaikh Zuhair shawaish ,Shaikh Abdurrazzak afifi aur Shaikh Naseeruddin Albani ne tankeel ki tehqiq mein Muamal bin ismail ko Saiyul hifz likha hai.[Tankeel j2 pg 894]

54. Mohammad Uzair Shams aur Mohammad Ajmal alislahi ne Asaar us shaikh Maulimi ki tehqiq mein Muamal bin ismail ko Saiyul hifz likha hai.[Aasar us shaikh Maulimi j 11 pg 213]

55. Shaikh Aa’iz al qarni kehte hai Muamal bin ismail kaseer ul khata[Durud al masjid fi ramzan pg 64]

56. Shaikh yasir bin fatih al misri likhte hai muamal kaseer ul khata hai.[ الذكر والدعاء والعلاج بالرقي من الكتاب والسنة pg 117]

57. Shaikh Rashidullah rashidi kehte hai “Muamal bin ismail Suduq Saiyul hifz”[Kashf ul astaar pg 106]

58. Saeed bin Abbas bin ali jalimi Shamail e tirmizi ki tehqiq mein likhte hai “Muamal bin ismail saiyul hifz hai”[Shamal e tirmizi tehqiq jalimi pg 266]

59. Dr.Atiyaa Al zahrani kehte hai “Muamal bin ismail Suduq Saiyul hifz”[As Sunnah khalal tehqi al zahrani j3 pg 604]

60. Gair mqualldin Alim Shaikh Sanaullah zahidi apni kitab Taujeeh ul qari pg 262 par fath al bari mein mawjood Muamal bin ismail par tamam qaul naqal karte hai

61. Anis bin ahmad bin tahir kehte hai “Muamal suduq saiyul hifz”[Tehqiq Mustakhraj at tusi j3 ph 242]

62. Saami bin mohammad salamah kehte hai “Muamal bin ismail kaseer ul khata”[Tafsir ibn kaseer tehqiq salamah j8 pg 185]

63. Shaikh Mehfuzr rehman Zaminulla salfi kehte hai “Muamal Suduq Saiyul hifz”[Ilal Darqutni tehqiq muhfuz ur rehman j2 pg 168]

64. Ali bin hasan abdul hameed likhte hai “Muamal Saiyul hifz”[Hidayatu ruwat tehqi ali bin hasan j2 pg 21]

65. Jami Salfiya banaras ke ustadh Nasrullah Madni likhte hai “Muamal bin ismail suduq saiyul hifz”[jaiztul ahwazi fi taliqat ala sunan tirmizi j4 pg357]

66. Abu abdur rehman mehmood bin mohammad almalla likhte hai “Muamal Saiyul hifz”[Alhadees zaefa wa mauzuat alati hakam alaiha al hafiz ibn kaseer fi tafseer j1 pg 314]

67. Gair muqallid alim Mohammad ali jaanbaaz Pakistani,Muamal bin ismail ki tazaef ke bahot se qaul naqal kiye hai.[injaz al hajja sharh suan ibn majah raqam 97 hashiya]

68. Dr. Zafir bin hasan al jab’aan kehte hai “Muamal bin isamil zaef”[website]

69. Shaikh Khalid abdul munim rafayi kehte hai “Muamal bin ismail Saiyul hifz hai jaise ki hafiz ne taqreeb mein kaha hai”[website]

70. Khalil Ibrahim mulla khatir likhte hai “Muamal Saiyul hifz”[Majmua ahadees ala abwabul fiqh tehqiq j1 pg 379]

71. Dr.Abdul rauf alkamali likhte hai “الحديث اسناده ضعيف، لان فيه مؤمل بن اسماعيل البصري، وهو صدوق سيئ الحفظ، وقد تفرد بذكر لفظ «على صدره»”website

72. Shaikh Razaullah bin idris al mubarakpuri likhte hai “Muamal bin ismail suduq Saiyul hifz”[kitab al azmah tehqiq pg 846 hashiya no 2]

73. Shaikh Abdul quddus bin mohammad nazeer likhte hai “Muamal bin ismail suduq saiyul hifz”[Majmua zawaid tehqiq abdul quddus j8 pg 87]

74. Abdul qadir mohammad ataa kehte hai “Mmuamal bin ismail Saiyul hifz”[Majmua rasail ibn abi dunya j4 pg 122,Kitab al manamat]

75. Dr Khalid bin abdur rehman kehte hai “Muamal bin ismail Suduq Saiyul hifz” [Sunan Saeed bin mansoor j6 pg 301]

76. Dr Mohammad Al ahmadi abu noor kehte hai Muamal bin ismail siqah kaseer al khata [Jami uloom wal hikaam j2 pg 600]

77. Dr Mohammad saeed bin mohammad hasan al bukhari kehte hai “Muamal bin ismial Suduq Saiyul hifz”[kitab ad dua tabrani tehqiq hadees 1666,1668]

78. Dr Ibrahim khuzair likhte hai Mukhtsar khilafiat al baihaqi j3 pg 45 ki tehqiq mein muamal bin ismail siqah suduq saiyul hifz

79. Sameer bin ameen al zuheri likhte hai “Muamal saiyul hifz”[fazail shaher e ramzan pg 29]issi tarah dusri jagah kitab al jummah wa fazail ki tehqiq mein pg 58

80. Markaz dirasat quran se shaaye hui al itqaan fi uloom quran ke muhaqiqeen ne bhi muamal bin ismail ko suduq saiyul hifz likha hai[Al itqaan uloom ul quran pg 2369]

81. Abul hasan Mustafa bin ismail al sulaymani likhte hai “Muamal bin ismail suduq saiyul hifz”[itehaf un nabil j1 pg 126]

82. Shaikh Wasiullah abbas likhte hai “iski sanad zaef hai Muamal bin ismail ki wajah se jo suduq saiyul hifz hai”[Ilal marifat al rijal tehqiq wasiullah abbas j1 pg 270].isi tarah fazail e sahaba li imam ahmad bin hanbal ki tehqiq mein kayi maqam par muamal bin ismail ko zaef aur suduq saiyul hifz kaha hai.dekhiye fazail e sahaba tehqiq wasiullah abbas hadees no 205, 526,1100,1880,1933

83. Hasan ziauddin itr kehte hai “Muaml bin ismail Suduq saiyul hifz”[ فنون الأفنان في عيون علوم القرآن (ت. عتر) pg 176 ]

84. محمد الأمين بن محمد محمود أحمد الجكني الشنقيطي maujam al sahaba lil baghwi ki tehqiq j1 pg 129 par Muamal bin ismail ke talluq se likhte hai Suduq Saiyul hifz

85. Abdullah bin musaid al zaharani,Imam Ibn hajr ka qaul naqal karte hai Muamal bin ismail ke talluq se Suduq Saiyul Hifz.[Ktab al Marasil pg 139].

86. الحسين آيت سعيد bayan al wahem al ehaam j 5 pg 83 ki tehqiq mein likhte hai muamal suduq saiyul hifz

87. Shaikh Zia ur rehman azmi gair muqallid المدخل إلى السنن الكبرى ki tehqiq hashiya 170 par Muamal bin ismail ko suduq saiyul hifz likha hai taqreeb ke hawale se.

88. Khalid abdul aziz ek hadees ki sanad ko zaef kehte hai uske tahet Muamal bin ismail par mutadid ulama ke aqwaal naqal karte hai[Tafsir nabwi j2 pg 777 and 778]

89. Mohammad ishaq Mohammad Ibrahim ne bhi hafiz ibn hajr ke hawale se Muamal bin ismail ko suduq saiyul hifz likha hai.[Kashful manhaj tehqiq Mohmmad ishaq j4 pg 428]

90. Rabi bin hadi al madhkhali likhte hai “Muamal suduq saiyul hifz”[An nukat ala kitab ibn salah tehqiq rabii al madhkhali j2 pg 742]

91. Abdul malik bin Abdullah al dahaish Muamal bin ismail ko suduq saiyul hifz kehte hai hafiz ibn hajr ke hawale se.[Al mumta fi sahrh muknai j1 pg 345]

92. Shaikh zakariya Ghulam qadir Pakistani kehte hai Muamal bin ismail zaef.[Tanqeeh al kalam pg 217]

93. Abu umar dubiyan apni kitab ahkam al taharat ke j 2 pg 456 muamal bin ismail ko saiyul hifz kaha hai.

94. Munir Mohammad al gazban likhte hai “Muamal bin ismail Suduq Saiyul hifz”[Fiqh as seerah wa nabawi pg 494]

95. Ahmad bin Ibrahim abu aynain likhte hai “Muamal bin ismail zaef”[Al aiteqqad pg 200]

96. Shaikh Khalid al ribaat likhte hai “Muamal Saiyul hifz”[hashiya Taufatul akhyaar tarteeb sharh mani al aasar j1 pg 244]

97. Abdullah bin Muard al salfi kehte ha Muamal zaef[Taleeqat al maa sahih al hakim wa wafaka zahabi p126]

98. Nabil Saeeduddin Saleem jaraar ek hadees ki sanad ke talluq kehte hai “Iski sanad zaef hai,Muamal suduq saiyul hifz hai,aur suduq kaseer al khata”[ j1pg 410الإيماء إلى زوائد الأمالي والأجزاء]

99. Shaikh Zakaria Imran kehte hai muam bin ismai suduq saiyul hifz.[Al kuna wa asma dulabi tehqiq zakaria Imran j2 pg 125]

100. Allama Qazi Shawkani likhte hai “iski sanad mein Muamal bin ismail hai,inke baare mein ikhtalaf hai is wajah se unki hadees hasan ke darje se kharij nahi hojayegi jab uski shawahid mawjood ho toh uski hadees hasan li gairahi ke darje ki hoti hai.”[Naylul awtar Alama shawkani j12 pg 134]

Allama Shawkani ne yeh keh kar ki uski hadees shawahid ki buniyad par hasan li gairahi hogi wazeh kardiya ki Muamal bi ismail nke nazdeek zef rawi hai.Hasan li gairahi toh Kifayatullah sahab ke nazdeek mutlaqan qubul bhi nahi hai.

Yeh mukammal 100 hawale sirf salafi aur gairmqallid hazrat ke ghar se aur bhi mazeed hawale diye jaa skate hai lekin sirf itne par hi iktafa karte hai.ab qareen khud faisla kare jisse puri salfiyat zaef keh rahi hai usse kifayatullah sahab siqah keh rahe hai.isse pata chalta hai khud gair muqallidin wa salfiyo ke nazdeek Mamal bin ismail zaef hai.

Scan pages jo dwnload karne keliye neeche diye hue link par click kare.

https://drive.google.com/open?id=1l8CElkqCPnFBGyM33ymlLihoarIdPoLJ

--

--