Avalanche (AVAX) ab list ho gaya hai Coinbase Pro par

Avalanche India
Avalanche-India
Published in
2 min readSep 30, 2021

AVAX ab available hai leading cryptocurrency venue mein

Aaj, Wednesday September 29 , se Coinbase Pro Avalanche Token (AVAX) ka inbound transfer accept kar raha hai, jo Avalanche public blockchain ki accessibility ko aur zyada users mein badhayega, jisme US ke users bhi shamil hain.

Market 9AM Pacific Time (PT) Thursday September 30 par ya uske baad live hogi, ek baar jab AVAX ke sufficient supply establish ho jayegi AVAX-USD, AVAX-USDT aur AVAX-EUR platform par. Order book teen phrases mei launch hogi , post-only, limit-only aur full trading.

Agar kisi bhi point par new order books Coinbase Pro ke assessment healthy aur orderly market ko meet nahi kar pata tab Coinbase shayad book ko ek state mei rakhegi ek lambe samay ke liye ya fir trading suspend kar degi uske Rules ke anusar.

Agar eligible jurisdictions mein individuals ko Coinbase Pro par AVAX tak pahunchne mei interest ho, toh ve ab Avalanche ki C-Chain par seedhe apne Coinbase Pro account aur Defi ecosystem ke beech token transfer kar sakte hain.

AVAX Avalanche ka native token hai. Yeh ek hard- capped, scarce asset hai jo fees pay karne ke liye use hota hai, platform ko staking ke through secure karta hai, aur provide karta hai ek basic unit of account multiple subnets ke beech jo Avalanche par created hai.

Yeh news follow karte hai Avalanche Rush launch, sabse bada DeFi incentive program puri history mein. Avalanche Rush koshish kar raha hai aur zyada assets aur applications ko Avalanche ke rapidly growing DeFi ecosystem mein lane ka. Program launch hua hai blue-chip DeFi applications ke sath jaise Aave, Curve, Sushi, aur Stake DAO, aur cornerstone applications jo Avalanche ke native hai jaise Pangolin, BENQi, aur Avalaunch.

Coinbase Pro ke barey mein aur zankari ke liye aur listing ke liye, ye website visit karein .

Avalanche ke bareme

Avalanche fastest smart contact platform hai bloackchain industry mein, jab measure kia jata hai time-to-finality dwara, aur yaha bohot sare validators hai jo secure karte hai activity kisse bhi proof-of-stake protocol ke. Avalanche blazingly fast hai, low cost, aur green hai. Koe bhi smart contract- enabled application outperform kar skta hai agar voh deploy krega Avalanche par. Vishwas mat kare? Try kare koe bhi app Avalanche par aaj he.

--

--