Avalanche Developers Ke Liye Off-Chain Computation Services Advance Kar Raha Hain.

Avalanche India
Avalanche-India
Published in
4 min readOct 26, 2023

Chainlink Automation 2.0 aur Chainlink Functions 1.0 ab Avalanche C-Chain par live hain, jo Avalanche ecosystem ke liye advanced off-chain computation capabilities ko unlock karta hain. Ye cutting-edge Chainlink services Avalanche ecosystem developers ko naye types ke Web3 applications ko greater flexibility aur control ke sath create karne mein helpful, verifiable, composable, aur gas-efficient automation aur off-chain compute provide karte hain.

Chainlink Automation ek reliable, performant smart contract automation solution hai, jise woh developers istemal kar sakte hain jo Decentralized aur cost-efficient way se DevOps-related tasks ko outsource karna chahte hain.

Chainlink Functions ek Web3 serverless developer platform hai, jise developers apne smart contracts ko kisi bhi external data source se connect karne aur custom computations ko kuch minutes mein run karne ke liye use kar sakte hain.

Yaha details mein in naye features ko explore karein. Agar aap instant start karna chahte hain, to Automation aur Functions ke liye developer documentation ko explore karein.

Chainlink Automation aur Functions ke sath Off-Chain Compute tak access.

Chainlink Automation 2.0 aur Functions 1.0 ka combination Web3 app development mein off-chain computation ko change karta hai. Automation ek way provide karta hai solidity computation ko off-chain shift karne ka aur Chainlink decentralized oracle networks par gas costs mein ~90% tak reduction karne ka, jabki Functions serverless developer platform ke through, aap real-world se aayi data par custom Javascript calculations kar sakte hain.

Chainlink Automation and Functions ke through, advanced off-chain computation use cases ke liye enhanced security guarantees aur configuration flexibility milti hai, jo underlying blockchain ki trust-minimization guarantees ko maintain karte hain. Additionally, Automation 2.0 naye way se dApps ke beech connections create karne ke raste ko open karta hai, kyun ki ab smart contracts on-chain emitted log events ka response de sakte hain. Automation mein log triggers ko add karke smart contracts isse ek powerful messaging bus mein use kar sakte hain, jo Web2 mein microservices ko connect karne ke liye use hone wale pub/sub messaging bus se comparable hai.

Chainlink ne khud ko industry standard banaya hai real-world data ko Web3 decentralized applications aur smart-contracts ke sath integrate karne ke liye Oracles ke through,” Gabriel Cardona ne kaha, Ava Labs ke Developer Evangelist. “Automation 2.0 aur Functions 1.0 ek significant leap represent karte hain, jo developers ko Solidity computation ko offload karne mein help karte hain, jiske sath lagbhag 90% gas reduce hoti hai. Hum abhi bhi excited hain dekhne ke liye saari amazing aur game-changing functionality ko, jab Avalanche network ko Chainlink services ke sath leverage kiya jata hai.

Chainlink Functions 1.0 ne developer community mein significant interest dekha hai, jahan 2,500+ builders enhanced mainnet release leverage karne ke liye excited hain, jisse novel use cases ko faster, easier, aur greater configuration flexibility ke sath unlock kar sakte hain.

Advantages of Functions 1.0 on mainnet over Functions Beta include:

  • Seamless integration — Devs seamlessly NPM package ka use karke subscriptions create, fund, aur manage kar sakte hain, yah Functions ko ek easy-to-use UI se monitor, deploy, aur interact kar sakte hain. Developers apne browser mein Chainlink Functions Playground ka use karke Functions write aur test kar sakte hain.
  • Cutting-edge security — Functions ek threshold encryption scheme leverage karke API secrets ki security ko ek decentralized way se enhance karta hai.
  • Configurable limits — Developers execution time, requests ka number, payload size, aur parameters ko configure kar sakte hain, jisse unhein apne dApps ko unke users ke need ke hisab se design karne mein adhik flexibility milti hai.
  • Access control — Devs unke Function ko kaun use kar sakta hai, yeh control kar sakte hain, jisse unhein apne contract ke shuruaat tak control milta hai, aur kisi bhi EOA ko Functions request trigger karne dete hain.

Chainlink ke Automation 2.0 aur Functions 1.0, dusre tested services ki tarah strong infrastructure par built ki gaye hain. Inka istemal reliable node operators se hota hai, jo network congestion aur market fluctuations ke baad bhi $8.5T+ ki transactions ko possible banate hain. Yeh services developers ko advance Web3 use cases ko explore karne mein help karte hain, jo off-chain computation par depend karte hain.

“Humare paas Avalanche par uplabdh decentralized services ke suite ko expand karne ka mauka hai Automation 2.0 aur Functions 1.0 ke sath, jo Avalanche developers ko next generation ke apps build karne mein helpful hai, jo advanced off-chain computation par depend karte hain,” Chainlink Labs ke Developer Advocate Manager, Harry Papacharissiou ne kaha. “In secure Chainlink services ko Avalanche ke flourishing developer ecosystem ke sath milkar Web3 ko adoption ke next phase ki or badhne mein madad kar sakta hai.”

Chainlink Ke Bare Mein

Chainlink industry-standard Web3 services platform hai. DeFi, on-chain finance, gaming, NFTs, aur dusare bade industries mein trillions of dollars ke transaction volume ko possible banaya hai. Jaise ki ek leading decentralized oracle network, Chainlink developers ko feature-rich Web3 applications banane mein madadgar hai, jismein real-world data, off-chain computation, aur cross-chain interoperability ke seamless access hote hai, kisi bhi blockchain par. Isse global enterprises ko sabhi blockchains ke liye ek universal gateway milta hai.

Chainlink ke bare mein aur jaankari paane ke liye chain.link par visit karein ya developer documentation ko docs.chain.link par padhein.

Avalanche ke bare mein

Avalanche ek smart contracts platform hai jo one second se bhi kam samay mein infinitely and regularly transactions finalize karta hai. Iska novel consensus protocol, Subnet infrastructure aur HyperSDK toolkit Web3 developers ko powerful, custom blockchain solutions aasaani se launch karne mein capable banata hai. Web3 devs ke liye design ki gae eco-friendly blockchain par aap jis bhi tarah se chahein, kuch bhi banaein.

Website | Whitepapers | Twitter | Discord | GitHub | Documentation | Telegram | Facebook | LinkedIn | Reddit | YouTube

--

--