Avalanche ne Twitter Banner Design Contest launch kiya hai

Avalanche India
Avalanche-India
Published in
2 min readOct 19, 2021

Agla Avalanche Twitter Banner Design karein aur prize jeetein!’

Abhi launch ho raha hai: Sabse creative Avalanche Twitter Banner ke liye ek design contest! Sabse acha Avalanche inspiring Twitter Banner banaein aur sabhi designers ko invite karein aur har selected banners $1,000 jeetega.

Apne design aur approach ke sath creative banein. Prompt open-ended hai, isliye isse Avalanche universe mein kisse bhi theme par banaya ja skta hai. Design illustration, graphic design ya koe aur artistic style par design kiya ja skta hai. Dhyaan rahe ki design ek static asset hona chahiye.

Design Thursday, November 18th tak submit kiye jana chahiye, aur page mein neeche diye gaye contest rules, terms, aur conditions ka palan karne ki zarurat hai. Bas itna he, creative banein, bhag lene ke liye kisse bhi style aur design level ka swagat hai. Winners aur unke design ko Avalanche Community aur social channels mein bhi promote kiya jaega.

Apke paas store mein kya hai, yeh dekhne ke liye intezar nahi ho raha!

Contest Rules

Timing

Content Dates: Oct 18th — Nov 18th (11:59pm ET)

How It Works

Judging ka ek round hoga. Originality, creativity aur yeh brading Avalanche Banner mein kaise fit bethta hai, iske adhar par designs choose kiya jaega.

Winners ka selection Avalanche dwara kiya jaega.

How to enter

Size mein (1500px by 500px) aur SVG file mein ek unique Avalanche theme wala Twitter Banner design karein

  1. Apne creativity ko bahar aane de! Banner ko Avalanche ke bare mein excitement dekhane chahiye aur hamari branding ya kahani se match hona chahiye.
  2. Follow karein @AvalancheAVAX ko Twitter par
  3. Apna design Tweet karein aur Avalanche ko tag karna na bhulein
  4. Is form ke madhyam se apni info aur apne design ke link submit karein

Winner Announcement

Contest ke winners Avalanche social media aur community channels par announce kiye jaenge.

Contest Prize Per Winning Banner

Winners $1,000 jetenge. Apko ek se zyada submissions karna allowed hai. Winner ek se zyada honge.

Review karein Avalanche Developer Contest ke Terms aur Conditions

Avalanche ke bare mein

Avalanche fastest smart contact platform hai bloackchain industry mein, jab measure kia jata hai time-to-finality dwara, aur yaha bohot sare validators hain jo secure karte hain activity kisi bhi proof-of-stake protocol ke. Avalanche blazingly fast hai, low cost, aur green hai. Koi bhi smart contract- enabled application outperform kar sakta hai agar voh deploy karega Avalanche par. Vishwas nahi? Try karein koi bhi app Avalanche par aaj hi.

Website | Whitepapers | Twitter | Discord | GitHub | Documentation | Forum | Avalanche-X | Telegram | Facebook | LinkedIn | Reddit | YouTube

--

--