Fireblocks ne Avalanche ke liye support launch kiya

Avalanche India
Avalanche-India
Published in
2 min readDec 2, 2021

650 se adhik banks, hedge funds, aur financial institutions ab Avalanche par DeFi access kar sakte hain

Fireblocks, 650 se adhik banks, hedge funds, aur financial institutions ko digital assets ke liye custody aur settlement solutions ke leading provider ne Avalanche ke liye support launch kiya hai. Iske institutional users ab Avalanche ki c-chain ko custody mein le sakta hai aur efficiency ya security ko khatre mein dale bina AVAX native token ko transfer kar sakte hain.

Iske sath, users DeFi API ya Wallet Connect ke madhyam se Avalanche par built decentralized applications access kar sakte hain.

Ava Labs mein Business Development ke Vice President John Nahas kehte hain, “Avalanche ek financial system ke future build kar raha hai jahan users open protocols aur compliant products tak access kar sakte hain.” “Fireblock jaise firms DeFi aur digital assets ki is duniya mein secure access provide karega jo institutions aur sophisticated traders ke demand hain.”

The Fireblocks Platform

Avalanche DeFi projects Fireblocks users ke pas ab access hai:

“Avalanche adhik efficient markets and DeFi opportunities ke liye path ko lead karne ke sath, ham apna customers ko safe karne aur Fireblocks network par Avalanche c-chain mein tap karne ke liye ek safe aur secure tareka provide karne ke liye excited hain,”Rob Salman, Fireblocks mein Head of Business Development kehte hain.

Fireblocks ke bare mein

Fireblocks ek leading enterprise-grade platform hai jo digital assets ko move, store aur issue karne ke liye ek secure infrastructure provide karta hai. Fireblocks banks, fintechs, exchanges, liquidity providers,OTs aur hedge funds ko products aur services ki ek wide range mein digital assets ko securely manage karne mein enable karta hai.Technology mein Fireblocks network aur MPC- based Wallet Infrastructure shamil hain. Fireblocks 200 se adhik financial institutions ko serve karta hai aur digital assets mein $400 billion se adhik secure karta hai. Finblocks ki ek unique insurance policy hain jo storage aur transit mein assets ko cover karte hai aur 24/7 global support provide karta hai.

Avalanche ke bare mein

Avalanche fastest smart contact platform hai blockchain industry mein, measure kia jata hai time-to-finality dwara. Avalanche blazingly fast hai, low cost, aur green hai. Koi bhi smart contract- enabled application outperform kar sakta hai agar voh deploy karega Avalanche par. Vishwas nahi? Try karein koi bhi app Avalanche par aaj hi.

Website | Whitepapers | Twitter | Discord | GitHub | Documentation | Forum | Avalanche-X | Telegram | Facebook | LinkedIn | Reddit | YouTube |

--

--