Korean Entertainment Giant ne Avalanche ke Sath Ek Ticketing Platform Launch Kiya

Avalanche India
Avalanche-India
Published in
3 min readSep 22, 2023

Dreamus, entertainment events aur streaming pioneer aur jise globally famous K-pop stars aur South Korean concert ticket sales mein bhi known mane jate hai, ab Avalanche ka use kar raha hai. Uske popular ticketing app, OK Cashbag ke 21M loyal users ab kuch hi clicks mein Avalanche-backed tickets buy kar sakte hain.

Dreamus, jo tech giant SK Planet ki subsidiary hai, Avalanche ka use two purposes ke liye kar raha hai: ticketing experience ko improve karne ke liye aur $230M ki Korean concert ticket industry mein apni badi lead ko widen karne ke liye.

OK Cashbag har South Korean ke liye uplabdh hai.

Country ke music fans already OK Cashbag ka use kar rahe hain Avalanche-backed tickets buy karne ke liye, jaise Seoul Jazz Festival 2023 aur Phantom of the Opera Musical jaise events ke liye.

Tickets ek dedicated Avalanche Subnet dwara backed kiye gaye hain. Is saal ki shuruaat mein hi launched kiya gaya, Avalanche aur SK Planet ke UPTN Subnet ne blockchain ke use se mass consumer use cases mein innovation laya hai, OK Cashbag ke 21 million loyalty users aur South Korea ke music, live concerts, aur fan meetup industry explosive growth hua hain.

Dreamus aur SK Planet Avalanche ka use karke “Blockchain Ticket Total Solution Service.” build kar rahe hain. Veh Avalanche ka istemal ticketing ko major ways se improve karne ke liye kar rahe hain, ismein shaamil hain:

  • Easy digital transactions enable karna
  • Circumventing scalping issues
  • Curbing secondary market abuse
  • Counterfeit tickets issues ko fixed karna

OK Cashbag mein already on-chain ticket issuance aur storage hai. (Avalanche’s Subnet explorer par Seoul Jazz festival ke liye ek sample ticket sale ko dekhein.) Is saal ke baad, Dreamus aur SK Planet loyalty aur dusare expanded features ke sath ek secondary marketplace launch karne ka plan bana rahe hain.

“Blockchain-based anti-scalping tickets fans ke liye phenomenal hote hain kyunki ye on-site authentication process ko asaan kar dete hain, aur event organizers ko overall event experience ko bahut improvement karne dete hain,” Gyosu Kim ne kaha, Chief Business Officer (B2C), SK Planet. “Humari Dreamus aur Avalanche ke sath collaboration se, hum ticketing processes ko major way mein upgrade karke entertainment industry ko revitalize kar rahe hain.”

“K-pop fans aur entertainment industry ke liye ye dynamic, real-world Web3 use cases ko dekhna truly amazing hai,” Justin Kim ne kaha, Head of Korea, Ava Labs. “Humare ecosystem partners SK Planet aur Dreamus ke sath humari next integration phase, unka vision aur expertise ko Avalanche ke industry-leading blockchain protocol ke sath combine karti hai, ye incredibly exciting hai.”

Dreamus, globally recognized K-pop stars jaise Twice, Psy, aur MissA ke distribution aur events ko manage karta hain.

Ye exciting integration first publicly Avalanche House Seoul mein mention ki gayi thi.

Ava Labs Ke Kare Mein

Ava Labs Avalanche par innovations mein Web3 ke liye high-performance solutions ko deploy karna aasaan banata hai. Company ki establishment Cornell computer scientists dwara ki gayi thi, jinhonne logon ke open, permissionless networks build aur use karne ke tareko ko redefine karne ke liye Wall Street veterans aur early Web3 leaders ke sath partnership ki thi. Ava Labs Web3 ke sath logon dwara value create karne ke way ko redefine kar raha hai.

Website | Twitter | LinkedIn | Facebook

Avalanche Ke Bare Mein

Avalanche ek smart contracts platform hai jo one second se bhi kam samay mein infinitely and regularly transactions finalize karta hai. Iska novel consensus protocol, Subnet infrastructure aur HyperSDK toolkit Web3 developers ko powerful, custom blockchain solutions aasaani se launch karne mein capable banata hai. Web3 devs ke liye design ki gae eco-friendly blockchain par aap jis bhi tarah se chahein, kuch bhi banaein.

Website | Whitepapers | Twitter | Discord | GitHub | Documentation | Telegram | Facebook | LinkedIn | Reddit | YouTube

--

--