Dexalot-Hummingbot Stepping Stones Part I

Artikalra
Dexalot
Published in
4 min readApr 4, 2023

dMiner ke sath Liquidity Mining

Dexalot different hai, yah TradeFi se ek step uper hai. Decentralization and transparency se compromise kiye bina centralized exchange (CEX) ke users anubhav ko repeat kiya ja raha hai. Avalanche dwara powered, Dexalot decentralized exchange (DEX) amazingly roop se healthy prices ke sath fast trading aur settlement pradan karta hai. Ab, Dexalot aur Hummingbot ke bech ek amazing partnership ke liye dhanyawad, aap Avalanche dwara Hummingbot ke dMiner platform se trading rewards arijit kar sakte hai, jo aap pehle se he Dexalot, trading, trading aur adhik trading par kar sakte hai — bas us little bird ko ear mein humming karte hue sunein !

Is multipart series se aage bade, kyuki hum liquidity-mining Hummingbot installing karne, bot activation aur any se partnership ke madhyam se aage badhte hai. Hum aapko turant humming karte hue dikhaenge.

Step up, Apna wallet set kare, trading start kare aur paid prapt kare!

Highlights

  • Start date: March 28, 2023, 12:00 AM UTC
  • Duration: Har 8 weeks mein renewed
  • Trading pairs:
    -AVAX/USDC — Total reward pool*: US$8,000 (AVAX 61 per week)
    -BTC.B/USDC — Total reward pool*: US$8,000 (AVAX 61 per week)

Overview

Yah kaam kis prakar karta hai

  • Shuru ho jae
  • Apna wallets set kare
  • Trading wallets addresses provide kare aur verify ownership karne ke liye un par sign kare. Yah Hummingbot ko Dexalot par aapke activity ko track karne mein enable aur allow karega.

Trading shuru kare

  • AVAX/USDC aur BTC.B/USDC par kiye trades reward ke yogy hoge.
  • Apne progress dekhne ke liye leaderboard deke: aap jitne high rank karenge, utne hee adhik earn karege.

Paid praapt kare

  • Sabe participants ke volume ki square root ki compared mein aapke total trading volume ke square root ke % ke adhar par rewards ko daily calculate kiya jata hai.

Shuru ho jao

Jab aap apna trading wallet banate hai toh Avalanche C-Chain ko select karke Apna wallet set kare. Hummingbot ke aapke wallet tak access nhi hai. Aap keval Hummingbot ko Dexalot par apne trading activity dekhne ki anumati de rahe hai. Convenient hone par aap apne payout wallets aur payouts set kar sakte hai. dMiner Interface Guide ke sath follow kare.

Trading shuru kare

Ab aap pure tara taiyaar hain. Dashboard par jaye aur select kare ke aap kis trade pair mein trade karna chahte hai.

‘Trade’ par click kare aur aap Dexalot par wapas aa gaye hai! Apne order de aur apna trade kare aur fir Hummingbot par wapas dekhe aur dekhe ki aapne kaise kiya hai.

Apne rewards aur ranking ka overview karne ke liye Leaderboard dekhe!

Paid prapt karna

Rewards daily accrued kiye jate hai lekin weekly paid kiya jata hai. Aap apne rewards Dashboard ke earnings aur payouts tabs mein dekh sakte hai.

Hummingbot ke paas ek Discord hai jaha aap questions ke bare mein inquire kar sakte hai aur unke aksar poche jane wale FAQ dek sakte hai. Feel free humse Dexalot ke Discord par bhi poche!

Humare sath bane rahe kyuki hum depth mein jate hai aur Dexalot ka upyog karte samay Hummingbot ko aapke liye kaam karne ke kae tariko mein shamil kar sakte hai

Campaign ke full terms ke liye, krpaya liquidity mining campaign terms ko dekhe.

Writer: Brad McFall

Editor: Dan Marcoulis

Graphics: Can Toygar

Translator: Artikalra

Dexalot ke bare mein:

Dexalot ek revolutionary decentralized exchange hai jiska aim traditional centralized exchange ke look aur anubhav ko decentralized on-chain application mein lana hai. Iska mission vaastav mein inclusive aur transparent environment lana hai. Jaha Dexalot users crypto ko secure aur efficiently trade kar sakte hai, bina kisse slippage aur custody risk ke. Yeh blockchain industry mein sabse tej smart contracts platform Avalanche par banaya gaya hai.

Website | Twitter | Telegram | Medium |Discord

--

--