Islamic Quiz 200
Published in
Apr 29
--
Islamic Quiz 200
Kya Kaabe ki Qasam khana Sahih hai?
A. Haa! Qasam khane me koi Harz nahi
B. Kaabe ki Qasam khana Shirk hai
C. Kaabe ki Qasam khana Biddat hai
D. Sahih Jawab ka intezaar
ka Sahih jawab hai : Option ( B )
✅ Kaabe ki Qasam khana Shirk hai
Daleel :
۞ Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke :
Hazrat Abdullah Bin Omer (R.A) ne kisi ko Suna ke:
“Wo Kaabe Ki Qasam kha raha tha toh Inhone Usse kaha Beshak Main ne Nabi-e-Kareem (ﷺ) ko farmate Hue Suna hain Jisne Ghairullah ki Qasam khai Usne Shirk kiya.”
Courtesy © Ummat-e-Nabi.com