Struct ke Success Journey: Ek Comprehensive Recap

Struct Finance India
Struct Finance
Published in
7 min readSep 12, 2023

Humare launch ke baad se Struct jo haasil karna mein kaamyab raha us par humein incredibly garv hai.

Aaiye iske madhyam se ek sath chale!

Aaj tak, humne GLP ke aadhar par 4 alag-alag markets launch ki hai:

  • BTC.B-BTC.B
  • BTC.B-wETH
  • BTC-B-USDC
  • USDC-USDC

In vaults ne humein apne platform ke liquidity ko effectively bootstrap karne mein madad ke hai aur TVL mein $2.2m se adhik ka kaam kia hai, jisse hamein Avax par top 20 protocols mein sthaan mila hai — yah sab humare launch se keval 8–9 weeks ke bheetar hua hai.

Product-market fit ke bare mein bolte hue; halaki numbers matter nhi rakhte hai, humare progress humein humare ultimate vision ke paas lati hai: Humare users ke nique risk profiles ke anuroop, DeFi ko adhik dynamic variable yields ke liye stable fixed-income yields pradan karne mein saksham hai.

Is prakar, hum apne underlying assets ke protocols ko liquidity provide karke, DeFi space mein positive impact paida karne mein Struct ka role par bahut garv hai.

Yahan Struct ke launch ke baad pahle 9 weeks recap dia gaya hai.

Hum yaha kaise aaye?

Is period mein , humne 4 primary markets mein 24 vaults launch kia (!!!) sabhi market ke heartbeat ke sath synchronized.

Humne apne launch ko stages mein shuru kia, apne users ke responses ke adhar par apne product ki testing aur refining ki.

Isne humare vaults se related market aur users dynamics mein invaluable insights pradan kiye.

1.1 Testing the Waters — The Launch

https://twitter.com/StructFinance/status/1671541963210862592?s=20

Humare journey June se shuru hue.

DeFi mein fixed-income wale products ke novelty ko dhyan mein rakhte hue, humare team ne ek small cap ke sath initial vault introduce karke test karne ka nirnay liya.

USDC par hamare pehle Genesis vault mein per tranche TVL mein $50k ke modest cap thi.

Ise users ko fixed returns prapt karte hue aur minimizing risk ko kam karte hue bear market mein navigate karne ke liye design kiya tha.

Yahan se humare journey shuru hue.

https://twitter.com/StructFinance/status/1669200277298192384

Users ke response overwhelmingly positive thi, jo DeFi mein fixed-income wale products ke strong demand ka testament hai.

Unhone hume bataya degens ko fixed-income vaults mein koi interest nhi hoge, lekin samay badal gaya hai!

1.2 se 100 Real Quick — Launch ke 6 Weeks baad

Apne pehle vault ke liye initial enthusiasm ko dekte hue, humne BTC.b par aadharit apna second product launch karne ka decision liya, jiska aim Avalanche par $133m se adhik BTC.b par yields ko unlock karna hai.

Ye dusre vaults ke Price mein 30k ke surge ke samay addition tha, jisne APRs Tranches ko 200% se adhik tak bada diya.

https://twitter.com/StructFinance/status/1680868972114382850

In naye vaults ke judne se, humara $100k TVL landmark jald hee $500k TVL landmark ban gaya.

Finally, BTC.b par yields ke liye ek safe place.

https://twitter.com/StructFinance/status/1679553679857164293?s=20

Humare gigabrain users is kadam ka labh utane mein saksham thi aur generated outsized yields ke liye tranching ke magic ka labh utate the, jisne hume market ke trends aur users ke needs ki importance sikhae hai.

Perfect timing ke bare mein baat kare.

1.3 Apne Craft ko Perfect banana — Next Phase ke aur badna

Humare BTC.b vaults ko mile overwhelmingly positive response ne ise confidence se bhar diya.

Humare product-market mein fit hone ke proof mein, humare dusre vault ke launch ke sath, humne July mein $1m TVL milestone pass kiya: ek symbolic lekin important achievement.

Ab humare craft ko perfect karne ka samay aa gaya hai.

Humne BTC.b-USDC par based apne third vaults ko unveil karne ke liye ab tak jo kuch nhi sikha hai uska labh utaya.

https://twitter.com/StructFinance/status/1678968472108433408

Ye humare ab tak ke sabse safal vaults hai, writing ke samay lagbag 1m TVL ke sath!

Unke itna acha pradarshan karne ka karan is fact ko mana ja sakta hai ke veh users ko Bitcoin dwara haal hee mein anubhav kiye gae kam volatility ka labh utane ki anumati dete hai — unhein additional market risk mein dale bina.

https://buybitcoinworldwide.com/volatility-index/

Legend hai ke har degen ke liye ek vault hai.

Chahe high volatility ya low volatility, yeh humare users ke liye maina nhi rakta hai, kyuki humesha ek alag strategy hote hai jiska ve humare vaults mein shamil ho kar labh utha sakte hai.

Humare vaults APR ko prabhavit karne wale fact ki jankari ke liye, humara article dekhein:

Recap:

  1. Humne apne interest-rate products test karne ke liye, TVL mein keval $50k se shuruaat karte hue, apne users ke risk aur exposure ko kam karne par dhyan karte hue ek initial USDC vault launch kia.
  2. Ek baar jab humne product mein actual interest ka anumaan lagaya, to humne apna dusra vaults pesh kia, jo Bitcoin ke badte volatility ke liye bilkul samay par tha, jo APR mein 200% se adhik tak pahuch gaya tha.

3. Iske baad humara last product mein kam volatility experience ke baad bhi risk ke bina yield ka ek alternative source provide kara hai.

Humare product ka building par dhyan de, lekin real value build karne ke liye.

Ab hum kaha hai?

“Kathin samay heroes create nahi karta. Yeh kathin samay ke dauran hota hai jab humare andar ka ek ‘hero’ reveal hota hai” -Bob Riley.

Aaj ke testing market mein, humein yeh kehte hua garv ho raha hai ke Struct users ke liye cheese utne bure nahi hai!

Aaiye low volatility aur declining prices ke bech dono fixed aur variable sides perfromance dekhein.

Jaisa ki humare BTB.b vaults ke left column mein shown hai, humare fixed tranche products ke anusaar performance kar rahe hai: users ko market risks se surakshit rakhte hue unhein fixed-rate income provide karte hai.

Humare sabhi vault, users ko fixed side par 8–9% APR ke bich guarantee dete hai.

Dusre aur, Variable side ke market ke volatility zyada sensitive hai, kyuki ismein Fixed side counterparty ke tulna mein adhik risk hota hai.

Jabki humare zyada tar vault tranches ke APR positive hai, kuch vault tranches mein negative APRs ka anubhav ho raha hai, jaise ki diyye gaye example mein -30%।

Fir bhi, yeh deposited funds mein 30% loss ke barabar nahi hai!

Vaastav mein,“Variable APR” ek equation hai jiska arth hai:

(APR / 365) x 56 din, ya 2 mahine

Jahan 56 (ya 2 mahine) Vault kee length hai;

Isliye agar hum -30% value dalte hain to hume milata hai:

(-30%/365) x 56 = -4.6%

Isliye, real loss realized maturity loss 4.6% hoga.

Jabki variable side risk bear karta hai, yeh higher risk tolerant users ke liye ek preferred option bana hua hai. phir bhi, sub-optimal market conditions mein, is par kuch had tak volatility ka impact padne ki sambhavna hai.

Community Update

Product updates par humare strong focus ke saath-saath hum ek organic community ka mahatva ko bhi pehchaante hai jo humare project mein vishvas karta hai.

Humne ek successful Zealy campaign chalae hai, jisme ye vision apnaya hai. 2000 se adhik users ne bhag liya!

Iske alawa, humara StarSTRUCT users se shuru hokar, ab humare paas ek Discord community hai jo kae countries ko cover karne ke liye tezi se expand kar rahe hai: Struct global ho raha hai!

International channels aur related community managers ke shuruaat ne kai sub-communities ke vikas mein madad aur support kiya hai: local community meetups aur events ke liye bane rahe.

Aaiye kuch numbers crunch karein:

  • Litepaper ka 14 languages mein Translate kiya gaya
  • Discord members mein month-on-month 100% growth
  • Twitter par month-on-month 100% growth : 10k followers tak ka rasta!

Token 2049

Humare team Singapore se Asia Crypto Week aur Token 2049 mein part legi, jo saal ka sabse awaited events mein se do hai!

Yadi aap humare team ke sath chat karne ya drink lene mein ruchi rakte hai,toh Discord ya Twitter se contact karein.

Aaein aur humse mile!

Hum apne friends aur potential partners se milne synergies aur opportunities share karenge.

Iske alawa, nae vault launch hone se pehle updated hone ke liye humare channels ko follow karein.

Local community aur upcoming meetups mein bhaag lene ke liye humare Discord mein shamil ho.

DeFi itna flexible kabhi nhi raha.

Aur hum bas structed ho rahe hai.

--

--

Struct Finance India
Struct Finance

Building the next generation of financial products in DeFi